Latest topics
Who is online?
In total there is 1 user online :: 0 Registered, 0 Hidden and 1 Guest None
Most users ever online was 27 on Thu Mar 13, 2014 7:02 am
Top posting users this month
No user |
Keywords
Muqaddar Ke Ujalon Me_a beautiful ghazal by N.A Sagar
Page 1 of 1
Muqaddar Ke Ujalon Me_a beautiful ghazal by N.A Sagar
Gham-e-tum hai hamen kyunkar
Gawara hum bhi sunte hain
Siwa apne kahan koi
Sahara hum bhi Sunte hain
Tere aashiq hazaron hain
Chalo hum maan lete hain
Magar hum sa kahan tera
Kinara hum bhi sunte hain
Muqaddar ke ujalon mein
Zara iss ore bhi aao
Hamen kitne sitaron ne
Pukara hum bhi sunte hain
Tere andaz ke pekar
Hazaron hain zamane mein
Badan hai bus unhen tum se
Khudara hum bhi sunte hain
Kabhi Sagar ki mehfil mein
Suno aakar aey chara'gar
Ghazal kya khoob kehta hai
Bechara hum bhi sunte hain!
Gawara hum bhi sunte hain
Siwa apne kahan koi
Sahara hum bhi Sunte hain
Tere aashiq hazaron hain
Chalo hum maan lete hain
Magar hum sa kahan tera
Kinara hum bhi sunte hain
Muqaddar ke ujalon mein
Zara iss ore bhi aao
Hamen kitne sitaron ne
Pukara hum bhi sunte hain
Tere andaz ke pekar
Hazaron hain zamane mein
Badan hai bus unhen tum se
Khudara hum bhi sunte hain
Kabhi Sagar ki mehfil mein
Suno aakar aey chara'gar
Ghazal kya khoob kehta hai
Bechara hum bhi sunte hain!
Similar topics
» Aaj Barish Ne Aan Chhera Hai...!/Ghazal by N.A SAGAR
» College Me Bhi Wallah Mujhy Parhny Nahi Deti_ A Romantic Ghazal by N.A Sagar
» "Our Deepest Fear"_A Beautiful Poem
» Yun apne Sagar se tum zara sa bhi faasla na karo.......!
» Ghazal: "Kal Aur Aaj"
» College Me Bhi Wallah Mujhy Parhny Nahi Deti_ A Romantic Ghazal by N.A Sagar
» "Our Deepest Fear"_A Beautiful Poem
» Yun apne Sagar se tum zara sa bhi faasla na karo.......!
» Ghazal: "Kal Aur Aaj"
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
Mon Oct 19, 2015 2:02 pm by Naseem Abbas Malik
» The More I Miss You The More I Love You!
Thu Jun 11, 2015 5:52 pm by Naseem Abbas Malik
» It's More Than Enough!
Thu Jun 11, 2015 5:49 pm by Naseem Abbas Malik
» Sometimes Somewhere!
Thu Jun 11, 2015 5:43 pm by Naseem Abbas Malik
» He Who Leaves Salah Has Left Behind Religion!
Tue Apr 08, 2014 5:39 pm by Naseem Abbas Malik
» Woh Jis Ke Qurb Mein Baadal Bhi Aasmaan Sa Lagy!
Sat Apr 05, 2014 1:25 pm by Naseem Abbas Malik
» چلو لکھتے ہیں کاغذ پر کوئی حرفِ شناسائی
Thu Feb 20, 2014 1:47 pm by Naseem Abbas Malik
» Har Koi Tere Jaisa Hai Ya Phir Saara Jahaan Tum Ho?
Thu Feb 13, 2014 4:38 pm by Naseem Abbas Malik
» My___2013; I got smiles more than tears!
Fri Dec 13, 2013 4:04 pm by Naseem Abbas Malik