Dr. Naseem Abbas
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
Latest topics
» NSAIDS- Non-Steroidal Anti-Inflamatory Drugs
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeMon Oct 19, 2015 2:02 pm by Naseem Abbas Malik

» The More I Miss You The More I Love You!
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeThu Jun 11, 2015 5:52 pm by Naseem Abbas Malik

» It's More Than Enough!
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeThu Jun 11, 2015 5:49 pm by Naseem Abbas Malik

» Sometimes Somewhere!
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeThu Jun 11, 2015 5:43 pm by Naseem Abbas Malik

» He Who Leaves Salah Has Left Behind Religion!
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeTue Apr 08, 2014 5:39 pm by Naseem Abbas Malik

» Woh Jis Ke Qurb Mein Baadal Bhi Aasmaan Sa Lagy!
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeSat Apr 05, 2014 1:25 pm by Naseem Abbas Malik

» چلو لکھتے ہیں کاغذ پر کوئی حرفِ شناسائی
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeThu Feb 20, 2014 1:47 pm by Naseem Abbas Malik

» Har Koi Tere Jaisa Hai Ya Phir Saara Jahaan Tum Ho?
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeThu Feb 13, 2014 4:38 pm by Naseem Abbas Malik

» My___2013; I got smiles more than tears!
Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar I_icon_minitimeFri Dec 13, 2013 4:04 pm by Naseem Abbas Malik

Who is online?
In total there is 1 user online :: 0 Registered, 0 Hidden and 1 Guest

None

[ View the whole list ]


Most users ever online was 27 on Thu Mar 13, 2014 7:02 am
May 2024
MonTueWedThuFriSatSun
  12345
6789101112
13141516171819
20212223242526
2728293031  

Calendar Calendar

Top posting users this month
No user

Keywords


Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar

Go down

Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar Empty Mohabbat Baksh Deti Hai_by N.A Sagar

Post by Rahat Ameer Tue Jan 15, 2013 5:56 pm



Yunhi bethy bithaey kuch
khayalon ne
mujhey awargi se
a jagaya to
khayal aya....Mohabbat bakhsh de phir bhi
Anaaen rang laati hain
Jafain rang lati hai
Wafaon ke sumandar main
thikane doob jate hai
Musafir
rah-e-manzil par
bhatak jate hain aur phir
yeh mohabbat toot jati hai..........................
Issi ek mor par socho
mohabbat bakhsh paey gi?
Chalo mana
Yeh sach hai keh
Mobbat bakhsh deti hai
Magar itna to batlao
Kahan tak zarf hai is ka
Thikane to wohi jo jall gaey kab ke
fasane bhi faqat kaghaz ki
purwani mein ja thehre!
Kisi ki lakh koshish
rang lai hai na laey gi
Usay kis ka sahara hai....................?
Chalo hum maan lete hain
Mohabbat bakhsh deti hai
Magar ik baat mano tum
kabhi jaa kar kisi ik shakhs se poocho
jo tanhai ke goshey mein
para ho aik arsay se
Usay kahna
Suno yeh kya hua akhir
tumhen kis ne nahi bakhsha
tumhari daastan mujhko bari gambheer lagti hai
batao kya hua akhir
To phir tum ghaur se sun'na
Woh in sare sawalon ko nazar andaz kar de ga
Magar woh in sawalon se
uthaey ga sawal aisa
jise honton se dohra kar
woh palkon ko uthaey ga
to phir tum ko bataey ga
Mohabbat ne mujhy ek mor par aa kar nahi bakhsha
Mohabbat ne nahi bakhsha!

******************
Rahat Ameer
Rahat Ameer

Posts : 20
Points : 44
Reputation : 0
Join date : 2012-06-24
Age : 29
Location : Multan

https://naseemabbas.forumur.net

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum