Dr. Naseem Abbas
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
Latest topics
» NSAIDS- Non-Steroidal Anti-Inflamatory Drugs
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeMon Oct 19, 2015 2:02 pm by Naseem Abbas Malik

» The More I Miss You The More I Love You!
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeThu Jun 11, 2015 5:52 pm by Naseem Abbas Malik

» It's More Than Enough!
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeThu Jun 11, 2015 5:49 pm by Naseem Abbas Malik

» Sometimes Somewhere!
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeThu Jun 11, 2015 5:43 pm by Naseem Abbas Malik

» He Who Leaves Salah Has Left Behind Religion!
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeTue Apr 08, 2014 5:39 pm by Naseem Abbas Malik

» Woh Jis Ke Qurb Mein Baadal Bhi Aasmaan Sa Lagy!
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeSat Apr 05, 2014 1:25 pm by Naseem Abbas Malik

» چلو لکھتے ہیں کاغذ پر کوئی حرفِ شناسائی
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeThu Feb 20, 2014 1:47 pm by Naseem Abbas Malik

» Har Koi Tere Jaisa Hai Ya Phir Saara Jahaan Tum Ho?
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeThu Feb 13, 2014 4:38 pm by Naseem Abbas Malik

» My___2013; I got smiles more than tears!
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! I_icon_minitimeFri Dec 13, 2013 4:04 pm by Naseem Abbas Malik

Who is online?
In total there is 1 user online :: 0 Registered, 0 Hidden and 1 Guest

None

[ View the whole list ]


Most users ever online was 27 on Thu Mar 13, 2014 7:02 am
May 2024
MonTueWedThuFriSatSun
  12345
6789101112
13141516171819
20212223242526
2728293031  

Calendar Calendar

Top posting users this month
No user

Keywords


Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao!

Go down

Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao! Empty Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao!

Post by Naseem Abbas Malik Mon Jan 14, 2013 3:17 pm




Poet: N.A Sagar
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao

Veeraan Sheher Main
Kahin Se Bhooli Bahaar aaey
Kali Kali Par Nikhaar Aey
Fiza Mehik Se Bhari Hui Ho
Haya Ki Holi Uri Hui Ho
Kaman Raste
Sakoot Galiyaan
Teri Adaaon Se Jhoom Uthen
Sahar Ki Kirnen Bhi Muskura Kar
Teri Tabiyat Ke Geet Likhen
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao


Yeh Rut Ki Lariaan
Hawa Ki Sin Sin
Mere Gharonde Ki Raah Dhoonden
Machal Ke Woh
Mere Paas Aaen
Utho! Utho!
Koi Muddaton Se
Jo Tere Angna Ko aa Na Paya
Woh aa Raha Hai
Main Baawli Ho Ke Daori Aaon
Meri Nigaahen
Jo Char Soo Teri Muntazir Hain
Inhen Bhi Thora Qarar Aey
Kabhi Jo Bhooley Huey Tum Aao


Main Aa Ke Tujh Se Lipat Hi Jaon
Meri Nigahen Sawaal Poochhen
Jawab Bhi
Tere Paas Na Ho
Tu Muskuraaey...
Bus Aik Pal Ko
Main Sare Shikwon Ko Bhool Jaon
Main Phir Se
Teri Pnah Mein Aaon
Kabhi Jo Bhoole Huey Tum Aao


Woh Sari Baaten
Jo Istrah Se
Mere Gumaan Mein Pari Hui Hain
Woh Sare Shikwe
Jinhon Ne Mujh Ko
Hijar Ki Raaton Mein Maar Dala
Main Tujh Se Keh Doon
Tu Meri
Masoom Shokh Akhiyon Se Ansoo Ponchhey
Tu Meri
Gustaakh Zulf Ka Ek Lehra
Mere Nafees Gaalon Se
Chup Chupi Mein Hata Ke Boley
To Kya Hua
Ab Main aa Gaya Hoon!


[/center]
Naseem Abbas Malik
Naseem Abbas Malik
Mr.Administrator
Mr.Administrator

Posts : 156
Points : 395
Reputation : 0
Join date : 2012-04-14
Age : 30
Location : Muzaffargarh

https://naseemabbas.forumur.net

Back to top Go down

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum